"Dil mein arzoo ho gehri agar muskurane ki,
Nakaamyabi mein bhi vo shohrat dhoondh leti hai.
Manzil ka chehra saaf hai jo uski aankhon mein,
Pata-thikana khud-ba-khud dhoondh leti hai.
Itni guzaarish hai mere dost, tu maayus na hona.
Tujhko kya maaloom, teri muskurahat ko meri gazal dhoondh leti hai.
Kuch is tarah mohabbat kar ummeed-e-zindagi se,
Ki jaise teri har saans uski khushboo dhoondh leti hai."
Chahe mil nan payen hazaron meel ki duriyon ke karan,
Yaron kee e-mail main he mulakat ka mazaa dhoondh lete hain.
Courtsey - Prem Raj and Balwinder Singh
Monday, December 17, 2007
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
1 comment:
Hello. This post is likeable, and your blog is very interesting, congratulations :-). I will add in my blogroll =). If possible gives a last there on my blog, it is about the Flores Online, I hope you enjoy. The address is http://flores-on-line.blogspot.com. A hug.
Post a Comment